

jis se aap apne balance ko 100% safe rakh sakte ho. Jazz ya Warid SIM ke Balance ko Save Karne ka Tarikaīalance ko save rakhne ke liye Jazz Balance saver aur doosra balance offer apne costomers ko deta hai. Janiye tammam sim number check karne ka tarika.
TELENOR BALANCE LOCK CODE CODE
Jin network ke code balance ko save/lock karne ke liye majood nahi hai os ke liye ham aapke liye niche tarike bataye gaye hai.

To kisi bhi sim Jazz/Warid, Ufone, Zong, Telenor, SCOM par balance save karne wali service ko active karne ka code aur tarike ke sath maloomat niche ham ne aapke sath share kiya hai jo sahi hai aur kaam bhi karta hai.īalance ko save karne ka code jo network dete hai un tammam network ki sim ke code niche diye gaye hai. To is surat me aapko apni sim par balance save karne wali service ko active kar lena chahiye kiu ke ye aapke sim balance ki hifazat ke liye hai Isse active karne par aapke majooda sim main koi bhi internet package na bhi ho aur aap mobile data ko On karte hai to aapka balance otna he rahe ga, khatam nahi hoga. Agar aap ne apni majooda sim par sirf whatsapp ka package lagaya aur aapki sim me balance majood hai to wo bhi khatam ho jaye ga aur aapko pata bhi nahi chale ga. Agar package na ho to mobile data ON karne par majooda sim ka balance khatam ho jata hai.Īgar aap internet package sim par lagate hai to pher aap mobile me sim ki madad se internet ka istmal karte hai. Aj ke time main mobile bohat Aam chiz ho chuki hai aur iske sath sath log mobile main internet ka bhi istmal karte hai, To kabhi wo internet ka istmal karne ke liye WiFi ka ya mobile data ka istmal karte hai.Īur mobile ka data istmal karne ke liye Mobile me sim ke sath sim me internet package ka hona bhi lazmi hota hai.
